Jag Soona Soona Laage

main taaj ya naamara, haay ve dasu main ki kara
dil jude bina hi tut gaye, hath mile bina hi chhut gaye
khel khale kismat ne
baar baar rod ankhiya tainu jo na vek sakhiya, ??? kudarat ne

chhan se jo tute koi sapna, (jag soona soona laage – 2)
koi rahe na jab apna, jag soona soona laage
jag soona [...]

Dhoom Ta Na…. Kaise Naino Se Naian Milaau

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na – 2, dhoom taana dhir na dhir na
kaise naino se naian milaon sajna, kaise mein aise na ghabrau sajna
kaise aaye aise mohe laaj sajna, chuna na dekho mohe aaj sajna
dhoom taana ta dhoom ta ta na na na – 2, dhoom taana dhir na dhir na
mriganaini [...]

Deewangi Deewangi

(dekho dekho hai shaam badi deewani
dheere dhere ban jaye na koi kahani) – 2
dilbar hai dilkash hai dildaar nazare hain
aaj zameen per utre kitne sitare hai
atlo hosh na mi danam, hum hai dil hai aur janam
bas deewangi deewangi deewangi hai
na koi rahe sam rahe per, yeh ilzaam lage kisper
bas deewangi deewangi deewangi hai
all hot gals [...]

Dastaan-E-Om Shanti Om

sunnewaalon suno aisa bhi hota hai
dil deta hai jo woh jaan bhi khota hai
pyar aisa jo karta hai, kya mar ke bhi marta hai, aao tum bhi aaj sunlo
dastan hai yeh ki ik tha naujawan jo dil hi dil me ek hasina ka tha diwana
woh haseena thi ke jisaki khubsurati, ka duniyabhar mein tha mashahoor [...]

Dard E Disco

(o haseena, o neelampari, kar gayi kaisi jaadugari
neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari) – 2
main bechara hoon awaraa bolo samjahon main yeh abb kis kis ko
dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco – 4

(ohh fasale gul thi, gulposhiyon ka mausam tha
hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha) – 2
kaisa [...]

Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen

(tumko paya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahon) – 2
kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
ki jeene mein tum ho kya tumhein bata sakun
main aagar kahoon tumsa haseen, kaynaat mein nahi hai kahin
tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
tumko paya hai to jaise khoya hoon..

shokhiyon mein dooobi [...]

Ajab Si Ajab Si Adaayein Hai

(aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai – 2
dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai) – 2

aai aisi raat hai jo bhahut khushnaseeb hai
chahe jise door se duniya, woh mere kareeb hai
kitna kuch kehna hai phir bhi hai dil mein saawal kahin
sapno mein jo roj kaha hai, woh phir [...]