Posted on March 3, 2008 by Admin
(yuun shabnami pehle nahi thi chaandani
chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
woh churaane laga hai nazar) – 2
yuun shabnami…….
dekho chaand aaya, chaand nazar aaya – 3
aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
haanji aaya aaya aaya sharmaaya
tu bhi aaja saawariya
aaya aaya aaya dekho chaand nazar woh aaya
dekho chaand nazar dekho dekho ji chaand nazar woh [...]
Filed under: Saanwaria | Tagged: Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria, Yuun Shabnami Pehle Nahi Thi Chaandani | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
(thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum – 2
haan magar yeh sach hai hamaari jaan ho tum) – 2
meri saanson ki chhankaar ho tum, mera sola singaar ho tum
meri aanhon ka intzaar ho tum, mera imaan meri shaan mera maan ho tum
thode beimaan ho tum, thode shaitaan ho tum – 2
haan magar yeh sach [...]
Filed under: Saanwaria, Shreya Ghosal | Tagged: Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria, Thode Badmaash Ho Tum | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
sawar sawar gayi main, saawariya
kabse khadi main tori atariya – 2
beet na jaaye o raama saari umariyaan, o o sawar sawar gayi main
sawar gaye chaand sitaare dekho, sawar gaye saare nazaarein dekho
dekho gagan pe banake badariyaan, chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
tan ko jalaaye thandi bayariyaan – 2
beet na jaaye o raama saari umariyaan
o o sawar [...]
Filed under: Saanwaria, Shreya Ghosal | Tagged: Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria, Sawar Gayi Main | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
are he ek din aasmaan se pari aayegi
he he he lautake phir na waapas kabhi jaayegi
are he usaki khaamosh aahat ko sunata hoon main
raat din, har ghadi, lamha lamha intzaar hai usika
ek din aasmaan se pari aayegi
phoolon se woh aashana kaliyon se hogi narm woh
dekhunga jab main use mujhse karegi sharm woh
sharmaake naajuk ada se, [...]
Filed under: Kunal Ganjawala, Saanwaria | Tagged: Ek Din Aasmaan Se Pari Aayegi, Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
allah allah……
(gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho
dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho
maasha allah, maasha allah, maasha allah…..) – 2
tum saba ho ya ghata ho kehkasha ho saayba ho
subah ki pehali kiran ki jaisi, bebaak alhad pawan ki jaise
khushbuyein tum lutaati ho masti mein chur chur
maasha allah, maasha allah, maasha [...]
Filed under: Kunal Ganjawala, Saanwaria, Shreya Ghosal | Tagged: Hindi Movie, Lyrics, Masha Allah, Saanwaria | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
laage re laage re laage laage re nayanwa laage re laage re – 2
(jab se tere naina mere naino se laage re – 2
tabse deewaana huwa, sabse begaan huwa
rab bhi deewaana laage re – 2 ho o o o….) – 2
jab se tere naina mere naino se laage re
deewaana yeh toh deewaana laage re – [...]
Filed under: Saanwaria | Tagged: Jab Se Tere NainaHindi Movie, Lyrics, Saanwaria | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
jaan-e-jaan iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho-2
tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho
dil na dukhaaoge, ab dur jaayoge na
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho
tum meri aarjoo ho, tum mera pyaar ho
pal pal kiya hai jisaka [...]
Filed under: Kunal Ganjawala, Saanwaria, Shreya Ghosal | Tagged: Hindi Movie, Jaan-e-jaan Iss Dil Mein Tum, Lyrics, Saanwaria | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
saawariya………..
ho saawariya…
naahi chain re daras bina naahi chain
saiyaan aa aa aa…..
jabse gaye bides re, saawariya daras bina naahi chain
allah……
allah……
(allah…) saawariya daras bina naahi chain
saiyaan aa aa aa aa… saiyaan…
saawariya………..
Filed under: Saanwaria | Tagged: Daras Bina Naahi Chain, Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
chhail chhabeela rang rangila badan katila ho rasila
roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela
chhabeela rangila hatila rasila la la la sajila
hatila pejaama hai dheela o o o o o……
oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye – 2
suno jamila katila aise tan ko jalaaye ke o o o…….
ang sajila dekho, rang rangila dekho – 2, [...]
Filed under: Alka Yagnik, Saanwaria | Tagged: Chhail Chhabeela Rang Rangila, Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria | Leave a Comment »
Posted on March 3, 2008 by Admin
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya aa aa aa aa saawariya
doli mein bithaake hmm hmm
sitaaro se sajaake ho ha hm hm hm
jamaane se churaake le jaayega -2 ek roj tera udaake jiya.. saawariya
aana hai milane aana hai, tujhse hi dil lagaana hai
yeh betaabiyaan keh rahi hai, bas tera hai intzaar
ab toh [...]
Filed under: Saanwaria | Tagged: Hindi Movie, Lyrics, Saanwaria, Saawariya Reprise | Leave a Comment »