Ek Din Aasmaan Se Pari Aayegi

are he ek din aasmaan se pari aayegi
he he he lautake phir na waapas kabhi jaayegi
are he usaki khaamosh aahat ko sunata hoon main
raat din, har ghadi, lamha lamha intzaar hai usika
ek din aasmaan se pari aayegi

phoolon se woh aashana kaliyon se hogi narm woh
dekhunga jab main use mujhse karegi sharm woh
sharmaake naajuk ada se, [...]

Masha Allah

allah allah……

(gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho
dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho
maasha allah, maasha allah, maasha allah…..) – 2

tum saba ho ya ghata ho kehkasha ho saayba ho
subah ki pehali kiran ki jaisi, bebaak alhad pawan ki jaise
khushbuyein tum lutaati ho masti mein chur chur
maasha allah, maasha allah, maasha [...]

Jaan-e-jaan Iss Dil Mein Tum

jaan-e-jaan iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho-2
tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho
dil na dukhaaoge, ab dur jaayoge na
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
iss dil mein tum, tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho

tum meri aarjoo ho, tum mera pyaar ho
pal pal kiya hai jisaka [...]